Bahut acha lagta hai kisi ko Muskurana apka


Gam nahi waha jahan ho fasana apka,
Khushi bhi dhundhti rahe har pal Ashiyana apka,
Aap udaas na hona kabhi zindagi mai,
Kyunki Bahut acha lagta hai kisi ko Muskurana apka.