Sitam karo ya na karo, hum gila nahi karte,
Virano mein kabhi phool khila nahi karte,
Magar itna yaad rakhna mere yaar,
Hum jaise dost baar baar mila nahi karte…