'WAQT' Aur 'HALAT' dona insaan ki zindagi me kabhi ek jaise nahi hote... 'WAQT' insan ki zindgi badal deta hai. Aur 'HALAT' badalne me waqt nahi lagta..
Zindagi usi ko azmati hai Jo har mod par chalna jante hai Kuch pakar to har koi muskurata hai Zindgi ussi ki hoti hai jo sab khokar bhi muskurana jante hai.