Teacher=Jo mere agle sawal ka jawab dega,wo ghar ja sakta hai. Tabhi santa ne apna bag bahar fek diya Teacher=Wo bag kisne feka ? Santa=Maine ! Ab me ghar ja raha hun..
Boy-Tu kitne baje uthati hai? Girl-Apna koi time nhi jab dil kre so jati hu,aur jab dil kare uth jati hu. Boy-notty! Tu bilkul mere 'kutte' pe gayi hai..;-)
Teacher: Gaali kya hai? Student: Krodh ke smay mukh se nikle ashudh shabdon ka samuh Jinke uchcharan ke paschat Vyakti ke hriday Ko Shanti Ka anubhv hota hai.