Sachche pyar mein nikle aansu aur rote hue bache ke aansu ek saman hote hai, Kyun ki dono ko pata to hai ki dard kya hai par Kisi ko bata nahi sakta..!!
Kisi aur ke baho mein rahakar Wo humse wafa ki bate karte hai Ye kaisi chahat hai yaro, Wo bewafa hai jankar bhi, fir bhi hum unhi se mohobbat karte hai..
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai, Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai, plz aaj wah wah na kehna, kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai