Showing posts with label Sharabi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Sharabi Shayari. Show all posts
Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai

Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai

Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai
Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai
Fir Awaz Lgayi Jati Hai
Aa Jao Tute DiL Walo
Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai!

Paani mein gadbad hai

Paani mein Whiskey milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Rum milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Brandy milao toh nasha chadta hai,
Saala paani mein hi kuch gadbad hai… :)